Thursday 19 March 2015

Larki k larka sa MILNE K ANJAM

Jab larka aur larki ki dosti hoti hai. Phir larka larki ko milne k leye kehta hai. Wo kehta hai k sirf aik bar mil lo agar tum mujhe pasand aa gait u main tum sa shadi kar lo gay. Aur aasi kai batan karta hai jab larki uss sy milne k liye jati hai tu first day uss sy bhot sari baton karta uss ko apne atimale main leta hai larki ko chocolate le kar deta hai, khana khalata hai. Phir kuch din bad phir milne k liye kehta hai. K tum pls mujhe sy milne aa jao. Hum code married kar latay hai tum ne ghar walon ko nahe batana hai agar ghar walom ko batio tu wonahe manay gay. Tum pls aa jao main tumharay bina nahe reh sakta main khud khushi kar lo gay. Iss tarha larki ko baar baar bolta hai. Jab tak uss ko use na kar laylarki uss ko uss waqt tak nahe jan sakti jab tak apni izati na luta chuki ho, uss time tak bhot dair ho chuki hoti hai. Phir larka uss ko bulata hai aur larki nahe jana chati per ab karka k pass uss k gandi gandi pic aur viedo hpti hai larka uss ko ab black mail karna shuron kar deta hai agar larki chali jay tu uss k sath phir wohe karta hai aur us ski aur video banata  rehta hai.Aur larka uss sy paisy ka mulalaba karta hai kehta hai k tum mujhe itne paise de do warna main tumhari video net per de doun ga. Agar larki paise na dy to uss ko msg karta aur call karta rehta hai. Aur black mail karta rehta hai. Agar larki paise de bhi dy tu uss k baad aur paise mangta rehta hai. Larki ko chaye k agr uss ko koi black mail kar raha hai tu wo apne ghar walo ko batay.

No comments:

Post a Comment