Sunday 24 November 2013

Larka dosti k bad larki ko kasey milne k bolta hay

Jab larki dosti kar leti hay  tu  larka uss sy baton baton main us ski bhot si us Ki  information le leta hai etc.Ghar k kitne member ho, Kya karti ho, khan rehti ho, father Kya Karta  hay etc. Jab larka us   larki say  Milne  key  Katha hay tu larki Milne say mane kar  deti hay. Pair woo  larki say  phly to kehta hai main app ko dekh na chalta hon sirf aik bar. Main app ko shopping karoun ga pls sirf aik bar mil lo etc. Jab larki mana karti hai tu larka phir larka apne aokar main aa jata hai. Wo kehta hai agar tum na I tu main.
  1. Tumhara number net per de doun ga.
  2. Tumharay saray msg meray pass save hain.
  3. Tumhari voice video meray pass hain main wo bhi net per de doun ga.
  4. Tum ne jo pic mujhe mms sebd ki hai wo bhi net per de doun ga.
  5. Agar tunm na I tu main tumhary ghar aa jaou ga tumhary saray msg tumhary ghar walon ko dekh doun ga.
  6. Agar tum na milne I tu main khud khushi kar lo ga.
  7. Agar tum mujhe sa kafa ho gi tu phir main ghar chor kar chal jao gy phir kabhi wapics main ghar nai ao gy.
  8. Agar mera  ghar sa tum main call ya msg I tu pls un ko mera na batio na.

NOTE:-Larki ko is ski batoun main nahe aana chaye. Agar wo is ski baton main aa jay aur uss sy milne chale jay tu phir larki ko koi nahe bacha sakta.

 


No comments:

Post a Comment